तुलसी की जगह MONEY PLANT, चाचीजी की जगह AUNT ने ले ली!

February 22nd, 2012 by User | No Comments | Filed in Entertainment, Jokes, Poems, Shayari
तुलसी की जगह Money plant
चाचीजी की जगह Aunt ने ले ली!

पिताजी जीते जी डैड हो गये
आगे और भी है आप तो अभी से Glad हो गये!

भाई Bro हो गये बहिन अब Sis हो गयी,
दादा दादी की तो हालत टाँय टाँय Fiss हो गयी!

बड़ी बुरी दशा परिचारिका के Mister की हो गयी,
बेचारे की तो बीवी भी Sister हो गयी!

जीती जागती माँ बच्चोँ के लिये Mummy हो गयी,
घर की रोटी अब अच्छी कैसे लगे 5 रुपये की Maggi जो इतनीYummy हो गयी!

दिन भर बेटा CHATTING ही नहीँ करता,
रात मे Mobileपर SETTING भी करता है!

लैला और मजनूँ के भूत भी पछताते हैँ,
क्योँकि उनके नाम अब सड़क किनारे नुक्कड़ पे पुकारे जाते हैँ…………..!

TOP PAKAU SHAYARIS

January 1st, 2012 by User | No Comments | Filed in Shayari

Today’s Top Pakau Shayaries-

1.Teri adao pe categorical jaun waari waari…
Dial 197 for enquiry…..

2.Na jine ki arzu na marne ka khauf…..
The numberu are perplexing is now switched off.

3.Apne gamo ko bas dil me daba lo….
Naya godrej powder hair dye, Bas kaato gholo aur
laga lo………….. :D

BYE BYE TO 2011

January 1st, 2012 by User | No Comments | Filed in Shayari

Ab yaad dilaen kiya tumhen?
Yeh saal bhee aakhir beet gaya,
Aur apna bhee koi dosh nahin,
Yeh baazi bhee jug jeet gaya,
Wo Sard hawaen ab bhee hain,
Rangeen fizaen ab bhee hain,
Wo bheege bheege paani ki,
Pur shor Sadayen ab bhee hain,
Main ab bhee udhar ko jata hun,
Aur dil apna sulgata hun,
Ab tum nahin hote saath mere,
Hote hain khaali haath mere,
Wo sard hawaen poochti hain
Pur shor sadayen poochti hain,
Wo kahan gaya saathi tera,
Kiya phir yeh Zamana jeet gaya?????

AA BHII JAAO KII ZINDAGII KAM HAI

October 19th, 2011 by User | No Comments | Filed in Shayari

aa bhii jaao kii zindagii kam hai
tum nahii.n ho to har Khushii kam hai

vaadaa kar ke ye kaun aayaa nahii.n
shahar me.n aaj raushanii kam hai

jaane kyaa ho gayaa hai mausam ko
dhuup ziyaadaa hai chaa.Ndanii kam hai

aa_iinaa dekh kar Khayaal aayaa
aaj kal un kii dostii kam hai

tere dam se hii mai.n mukammal huu.N
bin tere ye zindagi kyun kam hai

HUM KYA BANANE AYE THE OR KYA BANA BAITHE

August 5th, 2011 by User | 1 Comment | Filed in Shayari

Mandir-masjid

Hum kya banane aye a or kya bana baithe..
Kahi MANDIR bana baithe to kahi MASJID bana baithe..
Hum se achi to in PARINDO ki ZINDGI hai..
Kabhi mandir pe ja baithe to kabi masjid pe ja baithe…mehmi

WAQT NHI RUKTA KISI KE LIYE-HINDI SHAYARI

March 12th, 2011 by User | 7 Comments | Filed in Entertainment, Shayari

Tags:

WO MERA KHYAAL RAKHTI THI

December 30th, 2010 by User | No Comments | Filed in Entertainment, Shayari

Main aaina tha woh mera khayal rakhti thi,
Main toot’ta tha to chun kar sambhal rakhti thi,

Har ek masle ka hal wo nikal rakhti thi,
Zaheen thi, mujhe hairat mein daal rakhti thi,

Main poke bhi tark-e-talluq ki baat karta tha,
Wo mujhe rokti thi kal pe taal rakhti thi,

Bas ek wo thi jise ghao mein dekhta tha,
Bas ek wo thi keh jo andmaal rakhti thi,

Woh small dard ko chunti thi apne poron se,
Woh small waaste khud ko nadhal rakhti thi,

Woh doobne nahi deti thi dukh ke dariya mein,
Mere wajood ki nao uchhal rakhti thi,

Duaen uski balaon ko rok leti thi,
Wo burn sau hathon ka dhal rakhti thi,

Ek aisi dhun kahi nahi fir maine suni,
Wo munfared si hansi mein kamal rakhti thi,

Use nadamaten meri kahan gawara thi,
Wo small rubbish asaan sawal rakhti thi,

Bichad ke usse categorical dunia ke thokron mein hoon,
Wo paas thi to mujhe lazawaal rakhti thi,

Sahar tha naam, Ujale gulam a uske,
Wo zindgi ke andhere ujaal rakhti thi,

Wo muntazir meri rehti thi dhoop mein shayad,
Main lautta tha chhaon nikal rakhti thi!!!

She is Gem,She is My God—-She Helps Me even in My Dreams

Tags: ,

KUCH LOGON NE LOOTA,KUCH SAPNE TOOTE-HINDI SHAYARI

December 30th, 2010 by User | No Comments | Filed in Entertainment, Shayari

Kuch khud bhi a afsurda se
kuch tum bhi sound se rooth gaye
kuch khud hi zakham k aadi the
kuch sheeshe haath se chhoot gaye
kuch khud bhi a hassas boht
kuch apne muqadar rooth gaye
kuch tumko sach se nafrat thee
kuch sound se na bolay jhoot gaye
kuch khud itne mohtaat na the
kuch record bhi sound ko rob gaye
kuch talaq haqaiq a itne
k khawab hi saaray toot gaye.

————————-Crawlindia.Com————————-

Bas ek companion hi laga unko rooth jane mein,
Hamari umar kati hai unhen manane mein,

Meri zameen mujhe bhi kahin samo lena,
Hain dafan kitne qazeene tere qazane mein,

Tumhen to jashn-e-charagan ka shaunk rehta hai,
Lagado aag hamare bhi aashiyane mein,

Gareeb dil pe jo gujri kisi ko kya maloom,
Maza to aapko aata raha satane mein……

Crawlindia.Com Continues a Saga of Hindi as well as urdu shayari, We are a partners of Just4lovers International for a Shayari.

Tags: , , ,

EK ISHAARA KARKE

December 30th, 2010 by User | No Comments | Filed in Entertainment, Shayari

Baton rod mein bichhadne ke ishara karke,
Khud bhi roya wo bahut humse kinara karke,

Sochta rehta hoon tanhai mein Anjam-e-Khuloos,
Fir usi Zurm-e-Mohabbat ko dobara karke,

Jagmaga di hai tere shehar ki galian maine,
Apne har ashq ko palkon pe sitara karke,

Dekh lete hain chalo hausla apne dil ka,
Aur kuch roz uske sath guzara karke,

Ik hi shehar mein rehna magar milna nahi,
Dekhte hain ye aziyat bhi gawara karke…!!

Tags: ,

USPAR ILZAAM NAA AAYE

August 26th, 2010 by User | No Comments | Filed in Shayari

Jaan kar bhi woh Mujhe jaan na paaye,
Aaj tak woh Mujhe pehchaan na paaye,
Khud hi kar li bewafai humne,
taaki unpar koi ilzaam na aaye?

Nakaam si koshish kiya karte hain,
Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,
Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,
Aur sound hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain ?
milna itifaak tha bicharna naseeb tha

wo utna he doorway ho gaya jitna kareeb tha
hum usko dekhne k liye taraste he rahe
jis shaks ki hatheli pe hamara naseeb tha
Mere dil ki kitab ko padhna kabhi,

Sapno me aake mujh se milna kabhi
Maine duniya sazai hai tere liye,
Meri nazro ki ummed ban’na kabhi
Bahut dur hai sitaro se roshan jahan,
Jra humkadam banke small sath chalna kabhi

Bahut najuk seene mai DIL hai mera,
Tum andaj mohabbat banke dha’rkna kabhi

Like it to unlock it!

Punjabiyat

Join PunjabiMohalla

Click here to close this popup